Nikki: Hum ko mile 12 ghante bhi nahin hue aur tum humure future ke bare me soch rahe ho ?
Sam: Main to peechle bara ghante se hi humure future ke bare me soch raha hoon ! Aur tum ?
Nikki: Sabkuchh batane ki zaroorat nahin hota *lips tremble*
Sam: *grins* (but gets a boner, secretly)
Sam: Bag mein kya hai ?
Gulshan: Mauka. Utha sako to utha lo. (Now that’s called raw machismo)
Sam : Ek bag ke liye 50 million dollars kuchh zyada nahin hai ?
Gulshan: Bag mera tha to kimat bhi main tyar karunga ! (Lesson in Valuation)
Mona: Mera sapna hai ek oceanography institute, marine life ko protect karne ke liye.
Sagar: Is janam me wo sapna hi rahega. Main machhli pakadta rahunga, tum pakate rehna…. (har har har)
Sagar: Koi aadmi sirf tab andhere mein baithta hai, jab wo isqh mein hota hai ya phir pareshan ho.
Sam: Who ek aur karan bhi andhere mein baithta haijab roshni chala jaye. (makes perfect logocal sense but also makes me laugh out loud)
Arav: I always have two of everything heh heh heh.
Mona: That’s Arav for you, he has two of everything! (makes me ROFL)
Then, there were lot of interrogative dialogues using the word ‘Sawal’ which teaches a sure shot way to compose the sharpest comeback lines. I am sure this can be effectively used in office and homes. Allow me to exemplify-
Boss: Maine jo kam bola tha wo tumne kiya ?
Me: Sawal ye nahin hai ki kam maine kiya ki nahin. Sawal ye hai kam hua ki nahin.
Then at home,
Wife: Tumko aadha kilo kanda lane ke liye bola tha, laya ?
Me: Sawal ye nahin hai ki main kanda laya ki nahin, sawal ye hai ki tumko kanda nahin mili to kya honewala hai.
No comments:
Post a Comment