Friday, December 16, 2005

yeh hain meri kahani

Yeh hain meri kahani,
Kabhi khushi kabhi paani,
Paani sirf aankhon mein nahi,
Aaj Dil bhi Rota hain,
Buss ab aur nahi,
Aaj na jaane kyun dil bahut chota hain.

1 comment:

Anonymous said...

music hi hai jo yahan dil laga huya hai vides mein ..

-topi